Friday, November 14, 2008

कल रात नही मैं रोया था...

कल रात नही मैं रोया था..

पहले जब दुनिया सोती थी,
आँखें रहती मेरी रोती थी

लेकिन कल तेरे दामन में,
छुपा कर सर मैं सोया था
कल रात नही मैं रोया था...

देखे थे रात मधुर सपने,
जैसे सब सुख मिले अपने,

दुःख के बादल से रहा दूर,
दूर सपनों में मैं खोया था
कल रात नही मैं रोया था...

पहले तूं समझ ना पाती थी,
हर पल मुझ को तडपाती थी,

अब समझी हो दिल की बातें,
पहले नही जब मैं रोया था
कल रात नही मैं रोया था...

2 comments:

डा0 हेमंत कुमार ♠ Dr Hemant Kumar said...

Ashoojee,
Apkee idhr likhee hui sabhee rachnaen padhee.Achhee rchnayen han.Lekin mitra itnee nirasha bhee theek naheen.Vaise apne apnee bhavnaon ko kafee saral,pravahmai bhasha men abhivyakti dee ha.Aur yah kisi bhee rachnaker kee ek badee uplabdhi kahee jayegee.Sarl bhasha hee rachna ko jeevant banatee ha.dostee kavita ne sabse adhik prabhavit kiya.Likhna jaree rakhiye.shubhkamnaon ke sath.
Hemant Kumar

आशु said...

Hemant Jee,

Aap ke comments bahut achhe lage. main apne aap ko koi poet nahee samjhta hoon haan jo toota phoota likhta hoon woh apne dil ke udgaaro ko dil se bahar nikaalane ke liye....waise main bahut positive person hoon haan kai jagah par niraasa rahee he use hee apne dil se baahr shabdon ka roon de deta hoon. Aap ke vichaar baht pasand aaye mujhe aur bahut hee constructive bhee lage..aise hee mera honsla badaate rahen ..aur main koshish karoonga ke apne positive mind se bhee kuchh likhoon..Main kai salon se US me hoon so meri hindi itni shudh shayad na ho..par jaise man me aata he likh daalta hoon..

Dhanyabaad

Aashoo

Copyright !

Enjoy these poems.......... COPYRIGHT © 2008. The blog author holds the copyright over all the blog posts, in this blog. Republishing in ROMAN or translating my works without permission is not permitted.